Showing posts with label bollywood. Show all posts
Showing posts with label bollywood. Show all posts

Tuesday, February 14, 2012

lirik lagu india HUMKO HUMISE CHURA LO

MOHABBATEIN
HUMKO HUMISE CHURA LO

Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo.

Ye dil dhadka do, zulfein bikhra do,
Sharma ke apna aanchal lehra do.
Hum zulfein to bikhra dein, din mein raat na ho jaaye,
Hum aanchal to lehra dein, par barsaat na ho jaaye
Hone do barsaatein, karni hain kuch baatein.
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo

Tumpe marte hain, hum mar jayenge,
Ye sab kahte hain, hum kar jayenge.
Chutki bhar sindoor se tum ab ye maang zara bhar do,
Kal kya ho kisne dekha sab kuch aaj abhi kar do.
Ho na ho sab raazi, dil raazi rab raazi
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Paas aao gale se laga lo.
aaaaaaaaaaaaaahhhhhh aaaahh......

lirik chori chori chupke-chupke

Chori Chori Chupke Chupke

Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samaane Laga
Jaise Mujhiko Mujhse Churaane Laga
Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samaane Laga
Jaise Mujhiko Mujhse Churaane Laga
Ho, Dil Mera Le Gaya Loot Ke
Chori Chori Chupke Chupke ...
Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samaane Lagi
Jaise Mujhiko Mujhse Churaane Lagi
Dil Mera Le Gayi Loot Ke
Chori Chori Chupke Chupke ...
Toone Dil Ko Dhadakna Sikhaaya Sanam
Pyaar Kya Hai Mujhe Yeh Bataaya Sanam
Saari Rasmon Ko Kasmon Ko Maein Todh Doon
Tu Kahe To Yeh Duniya Bhi Maein Chhodh Doon
Ho, Ab Na Jaana Kabhi Rooth Ke
Chori Chori Chupke Chupke ...
Maine Sab Kuch Tere Pyar Ko De Diya
Tujhpe Rab Se Bhi Zyada Bharosa Kiya
Tujhko Palkon Mein Apni Sajake Rakhoon
Tere Sapnon Ka Moti Chhupake Rakhoon
Maein Karoongi Wafa Toot Ke
Chori Chori Chupke Chupke


untuk download MP3 nya, klik adja di sini

Sunday, February 12, 2012

lyrik lagu hindi Dil Hai Tumhara


mastaana mausam hai ra.ngiin nazaara
dhaRkan kya kahatii hai samjho ishaara
aaj se jaaneman dil hai tumhaara...
mastaana mausam hai ra.ngiin nazaara
dhaRkan kya kahatii hai samjho ishaara
aaj se jaaneman dil hai tumhaara...
chorii chorii mai.n ne tumse pyaar kiya hai...maano bachna
tum ne mujhko kitna beqaraar kiya hai,,mushkil bataana
koii bhii to na jaane ham kaise diiwaane hu'e
duniya me.n na koii hai tumse pyaara
dhaRkan kya kahati hai samjho ishaara
aaj se jaaneman dil hai tumhaara...
chaahat ka mausam hai javaan kho'e kho'e se ham yahaa.n
khwaabo.n me.n to kho ga'ii diiwaanii sii mai.n ho ga'ii
lagta hai hoga nahii.n tum bin guzaara
dhaRkan kya kahati hai samjho ishaara
aaj se jaaneman dil hai tumhaara...
mastaana mausam hai ra.ngiin nazaara
dhaRkan kya kahati hai samjho ishaara
aaj se jaaneman dil hai tumhaara...
dil hai tumhaara...
hope epii......

lyrik lagu india Mohabbatein "Pairon Mein Bandhan Hai"

Pairon mein bandhan hai... Pairon mein bandhan hai, Payal ne machaya shor. Pairon mein bandhan hai,
Payal ne machaya shor. Sab darwaaze karlo band, Sab darwaaze karlo band, Dekho Aaye, aaye chor. Pairon mein bandhan hai...
Tod de saare bandhan tu...Tod de saare bandhan tu, Machne de payal ka shor. Tod de saare bandhan tu,
Machne de payal ka shor. Dil ke sab darwaaze khol, Dil ke sab darwaaze khol,
Dekho aaye, aaye chor. Pairon mein bandhan hai... Kahoon mein kya, karoon mein kya,
Sharam aajati hai. Na yun tadpa ke meri jaan, Nikalti jaati hai. Tu aashiq hai, mera sacha,
Yakin to aane de. Tere dil mein agar shaq hai, To bas phir jaane de. Itni jaldi laaj ka,
Ghunghat na kholoongi, Sochoongi phir soch ke, Kal parson bolungi. Tu aaj bhi haan na boli, Oye Kudiye teri doli, Le na jaaye, Koi Aur
Pairon mein bandhan hai... Pairon mein bandhan hai, Payal ne machaya shor. Sab darwaaze karlo band,
Sab darwaaze karlo band,     Dekho Aaye, aaye chor. Tod de saare bandhan tu... Hoye, Tod de saare bandhan tu,
Machne de payal ka shor. Dil ke sab darwaaze khol, Dil ke sab darwaaze khol, Dekho aaye, aaye chor. Pairon mein bandhan hai...
Aaaahhh... Aaaahhh...Aaaahhh........ Jinhe milna, hai kuch bhi ho. Aji mil jaate hain,
Dilon ke phool,To pathjhad mein bhi khil jaate hai. Zamaana doston, dil ko, Deewaana kehta hai. Deewana dil, zamaane ko,
Deewana kehta hai. Le mein saiyaan, aagayi Saari duniya chod ke, Tera bandhan baandh liye,
Saare bandhan tod ke. Ek duje se jud jayen, Aa hum dono ud jayen,
Jaise sang patang aur dor.Pairon mein bandhan hai...Pairon mein bandhan hai,
Payal ne machaya shorSab darwaaze karlo band,Sab darwaaze karlo band,
Dekho Aaye, aaye chor.Tod de saare bandhan tu...Tod de saare bandhan tu, Machne de payal ka shor
Dil ke sab darwaaze khol,Dil ke sab darwaaze khol, Dekho aaye, aaye chor.Sab darwaaze karlo band, Sab darwaaze karlo band,
Dekho Aaye, aaye chor. Haan dekho aaye, aaye chor. Dekho aaye, aaye chor. Arre dekho aaye, aaye chor.